Uncategorized

Priya se pyar

Hello Friends, mera naam Avishek hai. Main Mumbai mein rehta hu. Hamara ek 2BHK flat hai waha, jisme mere mummy-papa aur main rehta tha. Maine graduation complete karne ke baad ek MNC mein kaam karna shuru hi kiya tha, ki COVID 19 aa gaya. Kuch samajhne se pehle hi meri poori family covid se quarantine center mein bharti ho gay. Aur usi mein meri mummy chal basi. Fir 7 din baad mere papa bhi chal base. Main jaise-taise COVID se recover ho ke ghar aaya. But main sub kuch kho chuka tha. Kareeb 2-3 maheene kya khaaya, kaise din nikaale, kuch yaad nahi. But thoda-thoda recover ho gaya. Is beech mujhe ghar ke kaam kuch nahi aate the. To maine ghar ka kooda-khana bana ke rakha tha. Office se bhi WFH chalu ho gaya tha, aur aane wali 80% salary food order karne mein hi nikal jati thi. Bache 20% light bill and maintenance mein nikal jaate the. Ab covid kam hote jaa raha tha. Ek din mere dost ka mujhe call aaya. Uski shaadi ho rahi thi, to wo ghar par nimantran dene aa raha tha. Usne mere ghar ki haalat dekh kar apne sir pe hath maara, aur mujhe bolne laga ki main ek naukrani …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker