Hello dosto, kese ho aap sab ?
Mera naam Shivam hai. Main Delhi me rehta hoon aur main aaj apke liye apni ek kahani le kar aya hoon. Jo ki aapko bahot pasand aane wali hai, par usse pehle main apko apne bare me btana chahta hoon.
Main bahot hi naughty type ka insan hoon. Mujhe bahot maja ata hai jab main kisi ke sath kaafi majak karta hoon. Aur mera nature bhi kuch aisa hi hai. Main kaafi jyada hasmukh type ka insan hoon.
Main jab study karta tha toh main kafi ladkiyo ke sath flirt karta tha. Aur sab mere upar kaafi marti bhi thi kyoki main tab kaafi smart hua karta tha.
Main tab kayi girlfriend bhi bnayi thi par sab ki sab mere liye time paas thi kyoki tab maine ye sirf enjoyment ke liye kiya tha. Par …