Hello friends mera naam Ali hai main apne ghar ka eklauta hun, mummy papa ke divorce ke baad main apne papa ke saath hi rehta hun. Mere papa businessman hai to mostly wo zayda tar ghar se baher hi rehte hain.
11 saal ki umer se hi akele rehne ki aadat ho gyi thi, khana zyadatar hmara baher se hi ata tha, life isi trah chal rhi thi. Main apne papa ki bahut hi izzat karta tha, main bacchpan se kaafi sharmila cute sa tha, fair body, slim type larka tha.
Baat us time ki hai jab hamare 9th ke exams kahatam hue the, zyadatar main ghar pe hi rehta tha lekin usdin mera mann ghar pe nhi lag raha tha, tabhi phone ki bell baji papa ke phone pe
Papa – hello kaun? Nasmaste uncle main rishabh, ali hai ?
Papa – haan hai (lo rishabh ka phone hai )
Me – helo, udhar rishabh bola yaar tu bhool gya aaj meri b’day party hai aur tuu abhi tak nhi aya main wait kar rha, main bola yaar nahi a sakta tu to janta hai ghar pe mujhe akele hi rehna padhta hai aur papa ka bharosa nhi kab business meeting main jana padh jaye.
Rishabh, yaar manage kar kisi trah warna dosti bhul ja, ye sunke main udaas ho gya dhire se (hmm dekhta hun) aur phone rakh diya.
Papa – kya baat hai upset kyun ho gye agar jana chahte ho to chale jao maine kabhi tumko mana nhai kiya.
Related Articles
Us Ghar Ke Andar 20 | Hindi Romantic Stories
April 21, 2026
Us Ghar Ke Andar 19 | Hindi Romantic Stories
April 20, 2026
Us Ghar Ke Andar 18 | Hindi Romantic Stories
April 20, 2026
Us Ghar Ke Andar 17 | Hindi Romantic Stories
April 19, 2026
Me – han par aap ?
Papa – meri fikar choro apni karo ab tum 16 ke hogye ho tumhe ab khud hi duniya dekhni aur samjhni hai, papa ne kaha dekho mujhe gujraat jana hai 2 din ke liye tum ek kaam karo 2 din tumbhi fresh holo ghoom kar dosto ke sath aur jeb se paise nikalke meri pocket main rakhdiye aur bole enjoy the life.
Main is reaction se kaafi khush hua maine turant rishabh ko phone kiya aur bola main aa raha wo bola jaldi aao.
Papa – hmm chalo tumhe chorta hua niakal jaunga (fir unhone ghar acche se lock kiya).
Ham ghar se nikle, car pe baithe aur chal diye abhi raat ka 8 baj raha ham rishabh ke ghar ki taraf chal diye 10 min baad main pahunch gya.
Papa ne mujhe key di aur bolo agr main late ho jaun to tum ghum kar gahr chale jana hamre paas 4 keys hain ek mere paas ek papa ke paas aur 2 bank locker main. Kahir bye kiya aur wo chale gye.
Main rinrishabh ke ghar pahunch kar use …