Hello dost, mai hu Rahul Khatri aur apk samne lekr aaya hu ek naye kahani, aap logo ne meri kahaniya pad kr mje acha feedback bhi diya.
Ummeed hai apko ye kahani bhi pasand aaye ge aur mje feedback bhi dege, ab mai kahani pr aata hu..
Dosto baat un dino ki hai jabb mai 2nd year mai padhta tha. Ek din mai ghar mai baitha tha ki mom mere kamre mai agaye aur usne mj se kaha ki dukan se ghar k lye kuch cheezein lao.
Mai sedha gaya aur dukan se wo sarey chezein le aaya . Phir jab wapas aaya to mom ne kaha ki tmare dost kunal ka fone aaya tha tu us ko waps fone kr le.
Main ne jab wapas fone kiya to usne btaya ki us ke papa k dost ko heart attack aaya hai aur wo papa k sath hospital mai hai aur mai aaj rat us k ghar ja kr wahi ruku .
Mai …