Ek Maa Ki Kahani

Ek Maa Ki Kahani – 170

Udhar dosri or arooba aur uskay abbu car me apne gaon pohanch chuke thay aur shaam almost ho chuki thi,andhera phail raha tha…ghar k gate pe pohanch molvi sahab ne horn bjaya to razia api k dewar ne darwaza khola aur phir dono baap beti ghaari se nikal ghar me daakhil hoay…api razia k shohar b tab takk bahar se aa chuke thay aur apne chote bhai ko ye khushkhabri gate pe he de di k tera kaam hogha hai…raat k 8 baj rahe thay aur dinner table pe molvi sahab,unkay dono bete aur beti arooba bethi thi aur api razia b last me pani ka jug rakh Beth gayi aur sab khana khaane lag pare k tabhi api razia k shohar ne baat shuru ki k abbu aap se zarori baat karni thi ek to molvi sahab sakht lehje me bole pehle khana kha lo phir baat karna…khane k baad molvi sahab razia api k shohar ki or ishara kar bole kya baat karni hai to wo bole mera wo dost hai na jo sath he kaam karta bahar mere to uski family idhar humare shehar me he rehti hai,apna ghar kaarobar b hai aur uska ek chota bhai recently security officer me bharti b hoa hai to main socha k larka acha hai to baat aaghe chala kar hum apni guriya(arooba) k liye usay dekh …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Skoraj vsi pri kuhanju zanemarijo ravnovesje med okusom in hranilnostjo. To temo je vredno podrobneje raziskati. Iščeš recept za Jajčevci presenetijo Tako kot lahko zelenjavo spečemo v pečici ali pripravimo na pari, tudi pri vsakdanjih obrokih šteje preprostost: sveže sestavine in malo začimb ustvarijo okusen, lahek krožnik.
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker