Update 90 –
Ab car phr se highway pe sahi speed se chal rahi thi…ab car main koi baat nai Kar rha tha…Riya aur Zubina ka dhayn ab bas Avinash pe tha ki jaldi se need ki goli asar Kare aur Avinash sojaye…kch dur jaane k baad neend ki goli ne asar dkha diya aur Avinash so gya…usse sota dkh Riya Khush hogyi…
Riya – Zubina ji…lagta hai so gya yeh
Zubina – hila k dkh usse
Riya Avinash ko hila k uthane ki koshish karti hai…
Zubina – zor se hila
Riya aur zor se hilati hai par Avinash nai uthta…
Riya – nai uth rha…
Related Articles
Anjaane Jazbaat – 31
August 19, 2026
Anjaane Jazbaat – …