Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 149

storyhindi - 149

Update–154 Aagle din– Akash aaj pahele baar apne naye company ki office ja rraha tha aurr tab usko pata tha ki usko musibat ka samna karna padd sakta hai jiske karan wo akela na ja karr Damini ko bhi saath lekarr jane ki baare mein soch rakha tha taki usko aage karki purrane workers ka bharosha phir sai jit sake tab Damini office kai karobar sambhalne kai liye haan toh bol chuki the lakin phir bhi thoda hichkhicha rahe the lakin akash ki kahene parr usko jana he padta hai , aurr kuch ghanto kai drive kai baadh wo jayse he _____ company kai gate par pahuchte hai tab seema kai aandarr jor dar prratab aur akash ki khilab naare baji hoti ja rahe the jisko dekh karr akash samajh jata hai ki mamla thoda sangin jarur hai ,tab akash ki bodyguard uske carr ko gher kar waha se wokers ko hatane lagg jate hai tab akash bleazer pahen kar poore shan sai gadi sai bahar nikalta hai aurr tab sab akash ko dekh karr kuch time kai liyea santh padd jate hai aur nare baji kuch palo kai liyea tham sa jata hai aur waha kai worker ek dushre sai phusphusa kar baath karne lagg jate hai .. tab usme sai ek worker” akash murdabad” ki nare laga he deta hai ki baki sab bhi uske piche piche akash ki khilab nare lagane mein lagg jate hai . apne khilab ho rahe narebaji ki taraf akash thoda dekhta huya akash Damini ki haath pakad ki usko gadi sai izzat kai saath bahar nikalta hai ki usko dekh kar kuch purane worker aachanak sai chup ho jate hai aur baki workers ko narebazi bandh karne kai liyea bolne lagg jate hai ek worker–o unkal chup hone ko kyu bol rahai ho , saap sungh gaya kya aachanak sai aur wo aurat kon hai ? purana worker-yea toh purane memsaheb hai , yea yaha kya kar rahi hai? hume laga tha yea desh chod kar chali gaye hai 2nd worker-haan sahi kaha yea toh wahi hai , humari purani malkin wo inke saath kyu hai Tab akash Damini ki haath pakda huya un narebazi kar rahe logo ki beech sai ho kar company building ki aur badhta hai tab baki sab purane worker Damini ko dekh kar ek dushre kai beech he baath karne mein lage rahete hai jisse akash samajh jata hai ki Damini he company kai problem ka soluction hai aur uske yaha sone sai he sab thik ho sakti hai aur aaysa he hota hai , aandarrr chal rahe purane worker leaders/ naye worker leaders aur jitendra ki beech meething mein Akash aur Damini jayse he pahuchti hai tab purane 4 worker leaders mudd kar damini ko he dekhne lagg jate hai Jitendra-wo rahe yaha kai naye owner akash, aur yea rahe purane karmchari / leader purane worker/leader chup chap dono ko dekhne lagg jate hai Related Articles Ghar Ka Sikandar – 40 9 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 39 15 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 38 20 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 37 25 seconds ago Akash-lagta hai kafe respect hai tumharre liyea Damini Damini-ji wo purane worker hai, wo log jante hai mujhe Akash-toh aage badh kar baath kyu nahi karti , jao unsai baath karo, mujhe tujpar bharosha hai Akash ki baath sun kar Damini ek choti se smile dete hai aur thoda hichkhita huye aage badhte hai , tab akash jitendra aur waha baithe paki member sai milne lagg jata hai wo ki handshake karte ja rahe the Workers leader- Damini madam, aapko yaha dubara dekh kar khusi huye Damini-ji mujhe bhi yaha lauthkar khusi huye purane worker-aap yaha kya kar rahe hai , humko bataya gaya tha ki aap videsh chali gaye hai , aur aap yaha, matlab wo akhwa sach toh nahi ? Akash-aab kaam ki baath karte hai ,Shall we …….. toh aap log chahate kya hai ? Jitendra-yea rahe unki mange tab akash papers padhta huya bolta hai-yea sab toh aam bate hai inko solve karne mein pareshani aapko toh nahi aane chahiyea, jitendra- iska problem kuch aur he hai purane woker kai leader-humara problem aap hai sir Akash-hmmm yea toh kafe baichida mamla ho gaya, hmm toh kyu na ise baare mein ek dushre sai khul kar bnaath kare bas aaplog aur mein akash tab baki logo ko waha sai bahar jane kai liyea bolta huye bas Jitendrra aur Damini ko rahene ki izazat deta hai aur worker leaer ko apne mein pareshani usse kya hai yea batane kai liyea bolta hai woker leader- sab sai badi problem yea hai ki , hum aap par bharosha nahi kar sakte , hume pata hai ki aapne he paise aur power ka galat istamal karte huye ise strike ki suruwat ki hai aur hum aaye insan par bharosha kayse kar sakte hai ,bhale he aap humare naye malik lakin tab akash ek smile deta hai — Damini par kitna barrosha karte ho tum log ? purane worker-wo humari purani malkin hai , jo humare sukh dukh ko samajhte aaye the unpar hume poora bharosha raha hai yea sunn karr Damini ki chehere mein khusi aajati hai aur usko yea jan kar khusi hoti hai ki uske purane workers usko aabhi bhi jante hai Akash-Damini aaj sai chairman ki kursi sambhalegi yea baath sun kar koi kuch samajh he nahi pata Damini shocked ho jati hai aurr karyakarta leaders ek dushre ko dekhne lagg jate hai . workers leader- kya aap sach mein Akash-isme koi dau rahe nahi hai , aap aapnne naye chairman ko apne parehsani bata sakte hai, lakin usse pahele aaplog log workers ko santh karwayea purane wokers bahar chale jate hai Jitendra-are you sure.. humare purane chaiman aabhi bhi active hai Akash-toh aabhi hata do, aurr haam mein sure hu Damini ko lekarr Damini-Akash ji yea kuch jayda he , matlab mein chaiman ki kursi kayse sambhal sakti hu, aurr aap mupar itna bharosha kayse kar sakte hai Akash-bharrosha pahele kia jata hai Damini aurrr mein janta hu tum merre bharoshe par kharri uutroge aurr baki ka chinta mat karo, kaka bhi tumhari help karendra yea aasa bhi rakhta …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker