Update-150
aagle din subha–
Pratab ka ghar-Akash ka naya ghar
Akash ka faisla sunn kar Dhirendra, Arunhati ,Jitendra shocked ho gaye the aur raath bhar ise baare mein charcha karne lagg gaye kyu ki akash ne aaj uske bharosha toodh dia tha, tav arundhati Dhirendrra ko akash sai baath karne kai liyea bolti hai aur dhirendra Akash sai baath karrne kai liyea uske kamre mein chala jata hai , tab kabita akash sai ise baare mein baath karr rahe the.
kabita- Akash… mein janti hu tum apne papa kai karan kafe hurt huye ho lakin yea sab kar ki tum bakioo ko hurt toh nahi kar sakte ho, hai na? (Akash ki paas khadi huye akash ko samjha rahe the)
Dhirrendra akash ki paas aate he-beta tum yea kya kar rrahe ho. haan meine tumhara bharosha toda hai lakin ise saja tu humara bharosha todd karrr toh maath de akash
kabita-insab kai karan kafe kuch ho chuka hai akash, aur yea sab karr ki……
Akash-aapko kya lagta hai mein yea sab bas is chezo kai liyea kar raha hu?(kabita ki baath katta hua akash bolta hai
kabita-mein kuch samjhi nahi
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 40
32 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 39
38 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 38
43 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 37
48 seconds ago
Akash-aagar mein ise gaddi ko chodunga toh koi aur ser uuthayega, pratab ya phir anjali , aap bas itna jaan lijiyea yea bas aapki baath nahi hai , mein risk nahi lena chahata
tab kabita ki saath saath Dhirrendra bhi uske faisle ka karan ek tarha sai samajhne lagg jata hai , tab dhirrendra aage kuch nahi bolte kyu ki wo jante the ki akash aabhi unpar naraj hai aur aab kuch bol kar aur naraj karna bilkul bhi sahi nahi hai . tab Savnam apne akash ki kamre mein bagte huye aati hai aur akash ki side mein baith jati hai
Akash-Good morning ,kya tumbhi kuch puchne aayi ho Savnam
Savnam-hmm, nahi, sach bolu toh haan , cholo honeymoon chalte hai?
Akash-aabhi nahi, tum aapne padhai par dhyan do waise bhi tumhe seat mil gaye hai saher mein toh tumhe aab waha jane ki taiyari karni chahiyea
Savnam-ohh come on , aap aayse mat karo apne ise cute si wibi kai saath , dekho mere aankhoo mein aapko dekhaga ki mein aapko kitna sara miss karti hu, dekhoo dekhoo ( savnam aur akash ek dushre ki aankhoo mein dekhne lagg jate hai)
Akash-tum hawasi bann gayi ho mere tarha , Hawas tapak raha hai tere aankhoo se , aur tere chasma kaha hai ?
Savnam-aah kayse kayse sochte ho aap bhi , mein aapsai baath nahi …