Aagle din subha-
kabita ki aankhe jays khulti hai wo uske nazar seedha akash par padti hai jo ki bister mein he baitha huya tha mano jayse soch raha ho, jiske tarraf kabita dekhte huye dhere dherre aage badhte huye uske paas chali jati hai
kabita-kya huya mere rajkumar ,itne jaldi uuth gaye (gal parr ek kiss deti huye bolti hai )
Akash-mujhe neend nahi aaye, mein rraath bharr yahe sooch raha tha ki aakhir mein karu toh karu kya, lakin aab sab saaf ho gaya hai
tab kabita akash ki baath samajh nahi pati aaur usko uske aage ki plan kai baare mein puchte hai tab akash kuch jabab na de waha sai bahar aajata hai tab usko waha Arrrundhati , Dhirendra aur jitendra dekhte hai jo ki waha chai pakad ki ek dushre sai baath kar rrahe the aur kafe pareshan dekh rahe the, aur ise pareshani ka karan akash saaf saaf samajh jata hai
Akash-aap aabhi bhi yaha ho kaka … aap chahate the na ki sab pahele jaysa ho jaye?
Jitendrra kuch samajh nahi pata-tum kahna kya chahate ho?
Akash-mein daadi aur pratab dada ko bahar lane kai liyea taiyarr hu
Kabita-yea kya bol rrahe ho, tumharre pratab dada ko baharr lana khatre sai khali nahi hai
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 40
15 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 39
21 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 38
26 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 37
31 seconds ago
Jitendra- iske badle tum kya chahate ho? (jitendra samajh jata hai ki iske badle mein akash kuch na kuch toh jarur mangega)
Akash-us ghar ki mard banne kai liyea aapka support , soch lijiyea , sab pahele jaysa he rahega bas taqat mere paas rahega…
Jitendra-gharr ka mard manne kai layak nahi ho tum
Arrunadhti-Dhirendrra kyu nahi?
Akash-papa ne pahale se he pahele sai he gharr ko anjali ki naam kar dene ka wada kar rakha hai, aur kaka aapko power dene ka matlab pratab dada ji ko power lauthana hai jinko aap mana nahi kar sakte, toh aap logo ki paas ek he chara bachata hai
Arundhati-baath toh sahi kahe rahe ho tum, lakin humara kya ? ise mard wali pratha ka kya?
Akash-ap jo chahate ho wo mein jarrrur karunga
Arrunahti-mein tumparr yakeen nahi karr payungi , tum aabhi jawan ho , tum kabhi bhi apne baath sai palat sakte ho
Akash-mein wada karta hu
Dhirendra-mujhe akash par bharrosha hai ( Dhirendra sab ki baath sunee kai baadh akash ko dekhte huye yea baath bolte hai jisko sunn kar akash apne papa ko dekhta toh hai lakin unko kuch bhi nahi bolta)
Arundhati-thik hai, mein tumhara naam he aage badhayungi. jitendra , tum kya sochrahe ho
Jitendra-mein haan bhi boldu lakin Anjali ka kya? wo aabhi bhi ise family ka hissa hai, wo akash ka naam par kabhi bhi haan nahi bolegi
Akash-aap unko meere hawale chod do, unsai mein he baath karrrunga
Akash itna he bol kar waha sai bahar chala aata hai aurrr kabita bhi uske piche aajati hai ,”tu Anjali ko apne tarraf kayse karega, wo tumhe toh nahi aapnayegi, jo sab kia hai uske baadh toh aurr bhi jayda …