Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 142

storyhindi - 142

Update-149 Mega update  –—– kya wo Rajesh hai ……………….. Nahi, Nahi ………. Aaysa nahi ho sakta , aaysa bilkul bhi nahi ho sakta …….. aap bas ek insan kai liyea itna sab kuch kar sakti ho aur wo Rajesh toh bilkul bhi nahi hai .. wo……… Daadi-Akash.. insab mein kisi ka haath nahi hai .. tum Akash tab shocked tha wo daadi aur jitendra ko dekhte huuye apne kadam peeche lene lagg jata hai, tab wo daadi ki chahere mein ek tarha ka daar dekh raha raha tha jisko dekh kar wo palat kar security officer station se bahar jane lagg jata hai, tab jitendra akash kai piche bhagte huye usko rokne ki liyea security officerstation ki bahar jab pahuchta hai tab akash ghar ki liyea rabana ho chuka hota hai hai . Akash phone par– maa, aap jald he ghar aayeyea…. Akash itne he bol kar Arundahti ki ghar ki taraf rabana ho jata hai . “naa hi mein kabhi ek aachaa beta bann saka aur nahi ek aachaa pati hone ka karrtabya palan kar saka, mein bas ek aacha baap toh banna chahata tha, ek aaysa baap jisko uska beta jo usse bas ek aache pita ki naryeasai dekhe, aurr uske liyea meine aapni zandagi laga di, maa, isee dauran aaj meine apne maa ko bhi kho raha hu …….. Aaj mein aapne maa ko bhi bacha nahi paya, mein chahu toh aabhi bhi unko bata sakta hu lakin ..”Dhirendrra sofe mein baith kar yea soch raha tha. Kabita-Dhirendra Dhirendrra -kabita, tum toh akash kai saath the ( Dhirendra kabita ko waha dekh kar shocked ho jata hai aur yea baath puchta hai) Related Articles Ghar Ka Sikandar – 40 36 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 39 42 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 38 47 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 37 52 seconds ago Kabita-usne he mujhe yaha aane kai liyea kaha hai Dhirendra, Akash kaha hai , kya wo yaha pahuch gaya Dhirendra-nahi, lakin usne tumhe yaha aane kai liyea kyu kaha hai Arundhati-Kabita , tum yaha kya kar rahi ho, wo bhi ise waqt ? Kabita usko batati hai ki akash ne usko yaha ane kai liyea kaha hai aur usko bhi pata nahi kis lia , tab Dhirendra bhi sochne lagta hai ki tabhi kuch he palo mein akash waha pahuchta hai aurrr wo sehda apne papa ki aage khada ho jata hai aurr kuch palo kai liyea gurrne lagg jata hai Arunadhati-kya huya akash ? ise waqt kyu aaye ho yaha , ab kya college par apna hakk jatane ka irada hai Akash-papa mujhe aapsai ek sawal puchna chahata hu ,aap iska jaba plz sedha sedha djiyea( aklash kisi ki baath na sunn kar direct dhirendra sai sawal puchta hai) Kabita-kaysa sawal, or tumne mujhe yaha kyu bulaya hai akash papa-tum kya …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker