Update–145
Dhirendra jayse he kabita ko uskai plan ki baare me poochne hai tab kabita usko he pratab ki ghar ka mard banae ki baare me jayse he bolta hai wo yea baath sunn kar shocked ho jata hai
Dhirendra-kya ? tum janti ho mujhe yea sab mein nahi padna aur phir bhi
kabita-come on Dhirendra, aayse bhole na bano, Arundhti sai shadi karki tum kya karna chahate the , yea toh mein samajh he sakti hu
Dhirrrendra-mera maksad bas ganv sai ise ghar ki mard wali baate ko hatana hai , baki sab sai mera koi lena dena nahi hai
kabita-mein janti hu ki tum aache ho ise liyea me tumko us ghar ki zimmedari dena chahati hu, aur tum isse panchayat ka hissa bhi toh bann sakte ho aur isse tum yea sab khatam bhi toh karr sakte ho Dhirrendra.
Dhirendra- lakin ghar ka mard, mujhe yea sab mein nahi padna kabita, mein bas ek normal zindagi jeena chahata hu
kabita-aur wo tum kayse karoge Dhirendra? kya iska jabab hai tumharre paas?
Dhirendra-jayse bhi ho lakin aayse toh bilkul nahi , aur haan tumhe aayse bina security ki nahi ghumna chahiyea
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 149
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 148
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 147
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 146
6 seconds ago
kabita-kya matlab? kuch huya kya? Anjali se kya baath huye ? kya wo
Dhirendra-tum jante ho mujhe yea sab nhi hoga , waise bhi wo aab tumhare piche padi hai , mein gaya tha milne usse au usse baath bhi huye lakin
kuch der pahele—
anjali-mujhe yakken nahi ho raha hai ki Dhirendra mere paas mujhe dubara milne aaya hai , wo dhirendra jisne jo mujsai baath nahi karta tha wo dhirendra
Dhirendra-me tumsai baath nahi kar raha tha kyu ki tum mere bhai ki patni ho anjali
Anjali-wah bhai bhai ka pyaar, aab kya huya , aabhi bhi toh mein tumharre bhai ki bibi hu, kya aab mood chnge ho gaya? ya me pasand aagaye tumko ? sona chahate ho mere saath
Dhirendra-Anjali
Anjali-Rassi jal gaye lakin bal nahi gaya , hehehehe mein toh mazak kar rahe the mere jaan
Dhirendra-tum aaysa kyu kar rahi ho Anjali, tumko mere bete ki jaan le kar kya hasil hoga ? mein janta hu ki tum mujsai nafrat karrti ho aur jo bhi kr rahi ho mujhe pane ki liye he kar rahe ho
Anjali-hehehe, tumhe ? pane kai liyea ? , hehehehe tumko lagta hai ki mein tumsai aabhi bhi pyaar karti hu , kitne nadan ho Dhirendra , mera guss tumhare uper tab sant ho …