Update-141
“Raghunath gadi tez chalao” kabita raghunath sai yea baath bolti hai , Dhirendra kabita ko pareshan hote dekh raha tha lakin iske wajab wo samajh he nahi pa rahe rahe, or nahi raghunath, wo apne zamindaaran ki baath mann kar gadi ko tez bhaga raha tha , tab unke gadi ganv ki aandar jayse he pahuchte hai wo waha ka nazara dekh kar dangh rahe jati hai , ganv mai kafe mard apne ghar sai banduk , curved saw , or lathi pakad kai bahar nikal kar raste mai bhag rahe thee .
kabita-yaha ho kya raha hai ?
Raghunath-pata nahi zamindaaran ji
gadi ka horn bajete apne gaddi ka rasta clear karte huye Raghunath bolta hai , Raghunath gadi dhemi kar ki ” kya huya ” Raghunath bhahar bhagte huye ek admiko puchta hai lakin wo kuch sahi sai jabab nahi de pata .
Dhirendra-akash ne inko kisi kaam sai bulaya toh nahi hai
Kabita-Raghunath jaldi sai ghar chalo
admi–Raghunath ji waha apki ghar mai
bhagte huye ek admi raghunath ko dekhte he yea baath bolta hai , tab raghunath useke taraf thode dekh kar horn marte huye gaddi ko tez bhagata hai , jayse he unke gadi ghar ki aaspas pahuchte hai waha ka nazara dekh kar sab hairan or pareshan ho jate hai , tabhi ganv kai kafe logg zamindaar kai ghar kai gate ki taraf pathrab karte huye nazar aarahe the, unmai sai ek, do logg zamindaar ki ghar ki main gate ki aur petrol Bomb phekte huye nazar aa rahe the, waha ka nazara dekh kar aaysa lagg raha tha jayse waha danga ho raha ho ,jisko dekh kar gaddi mai moujud dhirendra,kabita,raghunath ghabra jate hai , tabhi usko ghar ki aage khade 4, 5 black color ki gadi dekhai dete hai jo ki aag ki lapto mai gherri huye the orrr dhu dhu kar ki jaal rahe the .
___________
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 16
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 159
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 158
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 157
6 seconds ago
yea nazara dekh kar gadi main baithe huye 3no chintit ho jate hai tab kabita , dhirendra or raghunath samajh jate hai ki aandar kuch anhone ho rahe hai,tab 4th bodyguard gadi sai bahar nikak kar rasta clear karrrne mi lagg jata hai orr raghunath gadi aage badhne si sochta he hai ki unko logg rokk dete hai , tab raghunath kuch puchne he wala tha ki
logg– malkinnn aandar aandar zamindaar ji par hamla huya hai ( wo saree baath batane kagg jata hai )
yea baath sunn kar kabita or dhirendra shocked ho jate hai ki tabhi gha ki aandar sai golii ki aabaz aati hai jo ki do baar …