Arundhati aur Dhirendra ke saath Sulochana se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Tab akash jitendra ko apne right hand sai ek mukka marne ki koshish karta hai jisko jitendr apne left hand sai rok deta hai or apne right hand sai akash kai body guard par nisana laga kar uske ser mai bamm kar ki goli mardeta hai jisse akash ka body guard bhi mara jata hai . akash kai body guard ko marne kai baadh jitendra akash ko apne wahe charo body guard ki aur jor sai dhakel deta hai , tab akash apne ek pairr shild kai uper rakh kar ek lambi chalang mar ki dushre bodyguard ko ek punch marta he hai ki ek
baki ki do body guarrd akash ki ser mai gun ki kandhele sai hit karte hai jissse akash zameen par gir jata hai or uske serr sai khoon nikalne lagg jata hai ..
dushre tarraf anjali kaipaas khade huye uske body guard akash kai bodyguard ki uper dhanadhan fireing karne lagg jate hai or usko mout kai ghat uutar dete hai ..
anjali-isko bhi mar do
anjali ki adesh sunte he uske bodyguard suraj par goli chalane he wale the ki
jitendra-ruko koi goli nahi chahayeaga, yaha un teeno ko lene aaya hu , or yaha kisi ko marne ka koi wajay nahi hai
jitendra ki baath sunte he anjali ki bodyguard apne gunn niche kar dete hai, usi waqt jitendra apne admiiko ghar ki aandar ghusne ka adesh deta he hai ki tabhi
akash-main tumko ghar ki aandar ghusne nahi dunga (akash yea bolte huye khada hone lagg jata hai)
Jitendra-aab kafe der ho chuki hai akash , dekhoo apne aas pas koi nahi bacha hai tumko bachane wala , tum har chuke hai aab apne jaan or bakioo ki jan bachaoo or un dono kai saath saath sunidhi ko bhi merre hawale kar do, uske baadh sab thik ho jayega , main wada karta hu tumhare ghar par kisi tarha ki aanch bhi nahi aane dunga
akash-bhad mai gaya aapki waade
aakash uutha kar jitendra ki aur jane ki koshish karta he hai ki jitendra ki 4ro body guard akash ko pakad lete hai or uspar latth ghuso ki barisha karne lagg jate hai , akash unsai apne aapko chudwa kar unsai dodo haath karne ki koshish mi lagg jata hai , aorr dushre taraf anjali kai bodyguard suraj par toohpadte hai orr usko lath or ghuse sai marne lagg jate hai , suraj kai mama aabhi bhi ek body guard ki nisane par the jiske karan suraj bhi asahaya ki tarha maar khata ja raha tha . in sab mi anjali jitendra kai waha hone
sai kuch kar he nahi pa rahe the or andar sai ghusa hoti ja rrarhe the,
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 163
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 162
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 161
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 160
5 seconds ago
akash ko gusse mai dekh kar jitendra , apne aadmioo ko piche hatne kai …