Dhirendra aur Raghunath ke saath Sulochana se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update–
“aaahhhhh fuckkkk” Akash kai mu sai yea cheekh tab nikalti hai jab Doctor uske Dislocated shoulder ko phir sai aapne jagha fix kar raha tha, Tab doctor ne usse pucha ” Dard jayda toh nahi ho raha hai zamindaar ji”, ise sawal ki jabab main akash kuch nahi bolta hai or bas ek jagha dekhte huye baitha rahe jata hai , Usko sareerik dard jarur tha lakin usko isse jayda mansik dard tha jo ki uske apne ne usko dia tha or wo bas yahe soch rraha tha ki ” aakhir usse galti huyue toh kaha ?” .
“aap thik toh hai na zamindaar ji”Raghunath akash sai puchta hai lakin akash ise baath ka koi jabab nahi deta hai ,tab raghunat samajh jata hai ki akash sai ise waqt kuch puchna sahi nahi hoga, tab wo suraj ki paas jata hai jisko aabhi aabhi hosh aaya tha jiske ser ko Doctor check kar rahe the..
Raghunath-tum thik ho na bachee? (Suraj sai bhi koi jabab nahi milta).. Doctor saheb
Doctor-Ghabrane ki koi baat nahi koi gahri chot nahi lagi hai , jo chot lagi hai wo jald he thik ho jayenge
Raghunath-thik hai Doctor. or tujhe koi andaza bhi hai ki tu kisse bhedne ki koshish karr raha tha , a bachee mere taaf dekh
Suraj sai kisi tarha ka uutarr nahi milta , tab Raghunath bhi or kuch nahi bolta or wo bas dekhne lagta hai or apne aadmioo ko gadi lane ki liyea bolkar Suraj ki halat dekh kar uskai haath ko pakad leta hai aur usko keech kar gadi ki taraf le jata hai . Dushre taraf akash bhi gadi mai ja kar baith jata hai or sab ganv kai liyea nikal padte hai
Raghunath-zamindaarr ji apna phone bajh raha hai
akash apne phone ki taraf dekhta hai call kabita ne kia tha jisko wo dekhte he cut kar deta hai , jisse kabita Raghunath ko call karti hai or akash ki baare mai pochne lgg jati hai tabhi raghunath kuch nahi bathata
Pratab ka ghar–
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 27
20 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 26
33 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 25
39 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 24
44 seconds ago
kuch 4 black scorpio pratab kai ghar ki seema kai aandar ja kar rakti hia or unhi mai hai ek mai sai jitendrra nikalta hai or gharr ki aandar jane lagg jata hai jaha pratab baitha tha or jitendra ki aate he wo uske taraf dekhne lagg jata hai tab jitendra seedha ghar mi ghus kar prratab ki pair chu leta hai , tab uske piche le jaye jati hai Disha or Damini ko jinko dekh kar pratab kuch bolta toh nahi lakin Disha ki taraf unglee kar ki usko apne paas bulata hai .
jitendra- pitaji main
Pratab-tumne aacha kam kia hai jitendra lakin maine kuch pucha nahi hai ,
Disha Pratab ko dekh kar thodi dari sahmi apne kadam Pratab ki or badhane lagg jati hai or dhere dhere …