दोस्त की अम्मी से मोहब्बत | हिंदी श्रृंगार कहानियां
Dost Ki Ammi Se Mohabbat – Part 20 story update
असमा पिछली रात की घटनाओं को याद करते हुए अपने विचारों में उलझी रहती है। उसके मन में अपने वैवाहिक जीवन और सौरभ के व्यवहार को लेकर कई सवाल उठते हैं।
UPDATE 18.1
(Asma’s View)
Asma – 8:30 ho Gaye. 9 Baje Tak Toh Sourabh Ne Bola Hi Tha. (Mobile Uthate Hue) Jaldi Jaldi Check Kar Leti Hun. (Google Pe Search Karte Hue) Oh My Godd. Ye Sab Kya Hai. Itna Sab. Dulhan Ki Tarah Sajna, Red Saree, Husband Ke Naam Ki Mehendi Lagana, Chand Ko Channi Se Dekhna, Husband Ke Hath Se Pani Pina, Sweet Khana, And Pair Padna. Itna Sab. Wo Bhi Adhe Ghante Me Kaise Karungi. Mere Pass Red Saree Nahi Lekin Lehenga Toh Hai. Wo Chodke Baki Sab Toh Lana Padega.
Toh Maine Jaldi Se Mask Pehna Taki Mujhe Koi Pehechan Na Le. Aur Car Me Bhathke Nikal Gayi. Meri Kismat Acchi Thi. Ki Kuch 2-3 min. Driving Pe Hi Mujhe Ek Dukan Me …