Back to Idrees k Ghar:-
Idrees k ghar k raat k 6 k qareeb ka time tha aur Idrees ki biwi aur dono betiya ibadat se farigh hokar kitchen me thi aur Idrees bahar gya hoa tha ibadat k liye…teeno aurtein teyaar ho chuki thi,dastarkhuwan laga rahi thi…idrees wapsi pe apne dost Nawaz k sath pedal ghar ki or aa raha tha…wohi ghar me Alina bartan rakh rahi thi to usay bahar gate pe knock sunayi di to uss ne ja kar khola to sakne uskay Taya yani Akbar,bhai Kashif aur Yasmin thay,teeno se salam kar unhe andar aane diya aur khud kundi laga unkay peeche peeche jane lagi…samne hall me dono mard enter hoay to Idrees ki biwi ki jab nazr pari dono mardo pe to ek pal k liye wo ruk si gayi par phir khud ko confidently carry kar dono mardo ko salam kiya aur thora jijakte hoay unhe bethne ka kaha to Kashif bol para Chachi kaisi hain Aap,to aaghe se idrees ki biwi boli theek hu beta teri biwi nai aayi to Kashif ne jawab diya wo mayeke gayi hoi bacho sath…tabhi dono mard dono mard dining table pe beth gaye aur Yasmin Alina k sath pehle he kitchen me ja chuki thi aur jab Alina ki maa muri aur kitchen ki or jane lagi to khuli kali shalwar kameez me usa bhari jism kat had tak dikh raha tha aur chaal me thora ajeeb langra-pan thay jis pe Kashif ki ek dam se chair pe bethte hoay nazr pari to ek dam se to usay ek se shak hogya aur uski sixth sense se ek dam se uskay man me khayal aaya k kya Chachi he wo khatoon…nai nai chachi to buhat sada si aurat hai,wo kaise…do se teen minutes Kashif k dimagh me kashmakash chalti rahi k ek dam se Alina ne sharbat ka glass Kashif k samne table pe rakh bola bhai kahan kho gaye to Kashif hosh me aaya aur Alina usay dekh hans di kya bhai Aap b lagta bhabhi ki abhi se yaad sata rahi aur Kashif ye sun hans kar bola nai jhalli Tu b…ab Kashif almost 12 saal bara tha Alina aur Nayab se to bachpan me kafi ghod me khilaya hoa dono ko to isi liye Alina aur Nayab dono usay sagha bara bhai he samjhti thi aur kafi free b thi… Kashif b kafi pyaar karta tha as a brother dono ko aur aksar cheeze unhe la kar deta tha…dono behan bhai hans rahe thay to Kashif ne Alina ko jate dekha to uth kar uskay peeche gya aur awaaz de kar rok bola Alina ruko zara baat to suno to Alina ne …