Hello dosto, ab tak apne padha ki kaise kumar apni moth ka badla gaon walon se le raha tha, jab kumar jamidar tej ko bhi maar deta hai to raghuveer darr kar apni maa bhanumati ke ghar chala jata hai.
Bhanu mati ke ghar par pehle se puspa bhi gai hui thi.
Puspa raghuveer ko dekh kar dar jati hai. Kyonki baat abse lagbhag 3 saal purani hai jab ek baar pehle bhi puspa apni bua ke ghar par gai thi.
To ek raat jab woh so rahi thi to usko raat ko pyas lagti hai or woh pani pine ke liye haweli ke us kamre se utar kar niche rasoi ki taraf aa rahi thi, to usko apni bua ji ke kamre me se kuch awajain sunai deti hai.
Woh dawe peron se buaji ke kamre ki khidki se andar jankhne lagti hai. Jaise hi puspa andar ka nazara dekhti hai uske hosh ud jate hai.
Kamre ke andar dudhiya rang ka night bulb jal raha tha or samne bed par uski bua …