Ek Maa Ki Kahani

Ek Maa Ki Kahani – 71

main abhi hall cross kar ooper jane he lga tha k mera phone ring kiya,main call dekhi to bhai ahmad ki call thi,haal waghaira pochne k baad wo bole ali main kal aa rha hun gaon he,shadi b attend kar lu aur sath tere liye ek surprise b hai,main pocha kya to bhai nai btaya…phir bole dooehr takk mujhe call kare ge phir lene aa jana aaghe se…main ok bol call cut ki aur ooper chla gya…sabhi room taqreeban fill up thay mehmano se aur end pe tha humara room,main door knock kiya…door api razia ne khola aur mujhe dekhte he mere ghale lag gayi zorr se aur peeche se ammi boli aray aray usay andar to aane to dekho kitni thand hai bahar,api mujhe zorr se hug kari ja rahi thi aur phir baahon se nikal mere chehre ki or dekh kar boli ali kidar tha tu,dopehr se tera wait kar rahi thi…main bola api kaam tha zra…api mere gheele kapre dekhe tu to pora bheeg gya hoa hai andar aa jaldi,ammi ne b jab dekha k main bheega hu to wo b side se mere paas aayi aur mere sar me hath maar baalo me se pani ko jhaarne lag pari…ammi boli razia ja towel le aa jaldi,api razia jaldi se towel layi aur khud he mera sar khushk kiya aur phir boli ali tu change kar le,yu thand lag jani to ammi b boli haan putarrr main kuch nikalti hu tere pehn’ne k liye…main bola ammi thora saans to lene de…ammi boli acha ja washroom me change kar le araam se,main bola ammi abbu nai aana aaj raat to ammo boli wo to theek hai par tum to jao jaldi in kapro me thand na lag jaye,dono aurton ki fikr dekh mere chehre pe smile aagayi aur main washroom ki or barhne lga to ammi boli main koi pajama shirt …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker