This story is part of the Swapping Ki Ek Hasin Raat series
Ab tak aapne padha ki ek taraf Zara aur Ujjawal ne ek dusre ko pahla kiss kar apne pyaar ko jeevit kiya to dusri taraf Rohan ne dost Ujjawal ki wife ke mumme dabaate huye uttejit kiya. Kabir-Kiara ki shaadi ke baad wo dono aur baaki ke teeno couples Rohan-Rashi, Zubin-Zara, Ujjawal-Urvi ke saath milkar college time ki baatein kar rahe the.
Ab aage…
Zubin: “Main nahi maanta ki Zara shararati rahi hogi. Main jis Zara ko do saal se jaanta hoon wo bilkul shant rahti hain”
Rashi: “Jab nayi nayi college mein aayi thi to thode din dari sahmi thi, par phir is Ujjawal ke saath milkar isne jo mastiya ki hain aur aatank machaya tha ki sab logo ki naak mein dum ka diya tha”
Kabir: “Hamara ek professor to itna pareshan ho gaya ki Zara ke papa ko bula liya tha”
Zubin: “Aesa kya kiya tha isne?”
Kabir: “Yeh class mein hamesha baatein karti rahti thi aur us Professor ne isko daat diya. …