Dosto ye meri pehli kahani hai aur real bhi. To agar koi galti ho jaaye, to mujhe maaf kar dena. Mere naam Akshay hai aur Mai Haryana ka rehne wala hu. Meri age 20 saal hai aur kyuki Mai gym karta hu, to meri body ek-dum perfect hai.
Ye story aaj se 2 saal pehle ki hai, jab Mai college jaya karta tha. Mai bus me college jaya karta tha. To hua yu, ki ek din bahut baarish ho rahi thi aur mausam bada hi andhere wala aur toofani type ka tha.
Shaam ke 4 baj chuke the aur Mai bus stop pe khada tha. Fir maine bus pakad li aur bus aadhi bhari hui thi. Fir Mai last seat par baith gaya. Mera bus pass bana hua tha, to mujhe ticket lene ki zaroorat nahi thi.
Agle stop par ek village ki …