Hello doston, ye meri pehli kahani hai, jisme main meri gym ki ladki Riya ke baare mein batane wala hu aapko. To time na waste karte hue seedha story par aate hai.
Main Delhi ka rehne wala hu. Mera naam Saurav hai, aur meri age 22 hai, aur main ek achi khaasi physique wala banda hu. So kahani shuru hoti hai yaha se.
Main normally mere ghar ke hi paas ek gym mein roz shaam mein workout karta tha. But kuch time baad kuch reasons ki wajah se main morning shift mein jaane laga. Normal workout chal hi raha tha, ki ek din ek nayi ladki aayi jiska naam Riya tha.
Wo dikhne mein us waqt itnia kuch khaas nahi lagi, kyunki bahut over sized clothes aur face par mask laga kar aati thi. Usko aate hue hafta bhar beet gaya, aur uski ek dost bhi ban gayi …