Uncategorized

Hamara Landlord-1

Main Satyam, 26 saal ka married, software engineer hu. Main aur meri biwi Ritu, jo ki meri hi age ki thi, sath mein Mumbai ke ek ilaake mein rehte the. Ritu ek fashion designer thi. Hamari shaadi ko 4 saal ho chuke the. Lekin hamara koi bachha nahi tha, kyunki Ritu ko apne career par focus karna tha. Hamari life mein sab kuch sahi chal raha tha. Par COVID ne hamari life palat ke rakh di thi. Meri job jaa chuki thi. Ritu ka bhi business theek se nahi chal raha tha. Maine haalaki baad mein freelancing shuru kiya tha, lekin usse hamara kharcha nahi chal raha tha. Sabse bafi dikkat ye thi ki hamne 3 saal se ghar ka rent nahi pay kiya tha. Jisko lekar hum kaafi tensed rehte the. Kyunki hamare landlord Yadav ji bahut hi powerful aadmi tha. Har koi unse darta tha, unki izzat karta tha. Hame darr tha ki kabhi wo hamare yaha na aa jaye rent ke liye. Aisi baat nahi ke unhone humse rent nahi maanga. Lekin hum kaise na kaise karke unhe taal rahe the. Aur aise hi darr-darr ke reh rahe the 3 saal se. Ek din subha ki baat hai. Sunday tha, isliye hum dono hi der tak so rahe the. Itne …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker