This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series
Anu – Nhi kabhi bhi nhi ho skata.
Neha – Haan hum sab me aisa kabhi bhi nhi hoga.
Nisha – Kabhi nhi hoga.
Sonam – Aisa khayal kahan se aaya aapke dimag me. Chalo aaya toh aaya par aisa kabhi nhi hoga.
Karan mummy ki taraf dekhta hai, mummy Karan ko dekh kar boli.
Mummy – Haan Karan ek dam sahi keh rha hai. Kyoki Karan hi eklauta hai. Jise hum sab pyar karte hai. Toh kabhi na kabhi kisi ke dil me aayega ki use jyada aur mujhe kam pyar karta hai.
Karan – Haan, aap sab jante ho naa ki agar aap khush ho toh main khush hoon. Agar koi ek bhi naraj hua toh main khush nhi reh paunga.
Badi bua – Hum sab milkar ye wada karte hei. Ki kabhi bhi humari vajah se tumhe pareshani nhi hogi.
Related Articles
Us Ghar Ke Andar 20 | Hindi Romantic Stories
April 21, 2026
Us Ghar Ke Andar 19 | Hindi Romantic Stories
April 20, …