Ek Maa Ki Kahani

Ek Maa Ki Kahani – 224

DOSRI OR TENT SE NIKALNE K BAAD NANA KA HAAL: Tent se nikal Nana ne ek jayeza liya ird gird ka aur 4 special bande jo k Gurad thay ek trah se Guns k sath unhe Tent se thore fasle pe Chairs k sath bethne ka kaha aur instructions b di k ab subah tak Tent k aas paas koi ghalti se b na aa paye aur baaqi Tum logo k khane ka Main bandobast karta hu,shikayet ka moqa na mile koi Mujhe…ye sun wo charo ek sath bole theek hai Chaudhary sahab…Nana wahan se haweli chale gaye jahan alag function chaalu tha, wahan unho ne do Khusray mangwaye hoay thay aur choti si stage pe par wo perform kar rahe thay,sabhi mard Non-veg food aur daaru waghaira enjoy kar rahe that to ek side Rehmat b betha phone apne pe game koi khel raha tha,Abrar baaqi mardo sath enjoy kar raha tha…Nana ne Mama Shokat aur Dilawar ko awaaz lgayi jo thore tun ho chuke thay nashay me aur unhe samjhaya k itni b mat peena aur yahan ka dehaan rakhna Main ghar ki zimedari sanbhalu ga aaj raat aur itna keh Nana bike pe ghar ki traf chal diye,raste me ek naali me se guzrne lage to andhere ki wajah se pata nai chala aur keechar thora nana k kapro pe lag gya nichli side…ghar k gate pe pohanch bike bahar khari kar dekha k gate pe Ahsan bhai nai hai to thore ghussay me aaye k tabhi samne se mami Amina baaqi aurton k beech me se uth kar aayi aur kuch bolti uss se pehle he Nana bole kidar hai Ahsaan,usay kaha tha gate pe zimedari sanbhale to mami Amina boli pata nai abbu abhi to idhar he tha andar washroom na gya ho to Nana seedha hall me chale gaye…bahar Sehan me aurtein apne naach gaane aur …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker