Maa Aur Behnein

Maa Aur Behnein – 297

Farooq k hamsayo me uska bachpan ka dost rehta tha jiska naam tha Falak Sher aur pyar se nickname shery tha char behno ka eklota bhai tha aur do sal pehle Europe se wapis aaya tha, 19 ka tha jab bina btaye dunky laga chala gya tha aur 6 saal wahan raha kafi paisa b kamaya aur akhir pakra gya to unho ne deport kar diya…3 bari behne aur ek choti behn thi bari behnein married thi, do sal pehle maa baap ne uski shadi uski sagi phupho ki beti se teh kar di thi jo dosre gaon me rehti thi…shery tab ek 25 sala jawan mard tha dubla patla aur height b almost 6 feet thi bahar europe me itne saal guzarne k bad kafi handsome h ho gya tha magar pichle 6 mahine kafi tough guzre thay jab wahan security officer ne pakr jail me daal diya tha aur peeche maa baap ko jab ye khabr pata chali to jaise qayamat toot pari ho eklota chiraag ghar ka aur ladla beta aur bhai tha to sab buhat pareshan thay baap retired college teacher aur gaon ki masjid me imam tha jiski sharafat k charchay kafi thay aur maa ek nihayet naik aur parhezgaar sadi se gharulo aurat thi jiske liye uski aulaad he sab kuch thi, sari umar payi payi jor guzari aur sirf ek he bari beti ki shadi kar sake thay dono maa baap aur unki pareshani dekh kar he shery ne dunky lagane ka faisla kiya tha aur pehla ek saal to kafi tough guzra shery par magar uss ne sari musibtay jhel li aur phir Italy jaise bare mulk me wahan k gaon area me reh kafi saal paise ache khasay kamaye peeche bej kar apni dono bari behno ki shadi karayi baap ko retirement dilayi k rest kare aur zameen jo 5 acre salo se girwi rakhi thi wo wapis dilwayi aur baap ko kheti ka shoq tha to tractor tak le kar diya aur choti alto gari b lekar de rakhi thi 2nd hand, in short halaat kafi behtr ho chhke thay 2 kamre ka makaan tha usay acha double story ghar me change karwaya aur ab gaon wale b mante thay k larka nasli nikla aur sari zimedariya pori ki, choti behn parhti thi to uski shadi nahi abhi ki thi, phir jab khabr mili k beta pakra gya hai to bari pareshani hoi lekin shery ne itne saalo me kafi jaan pehchan bana li thi aur jo qaid 10 sal ki honi thi usay 6 mahine me change karwa fine acha khasa bara aur wahan se wapis aa gya aur ghar wale buhat khush hoay thay aur daray b thay jis ki wajah maa ne he kaha ab nahi tumhe jane dena beta bahar kahi b idhar he raho humara kon hai tere siwa…agle 4 mahino me shery aur choti behn dono ka rishta teh kar diya gya aur iski shadi phupho ki beti se hoi jo 19 saal ki buhat he khoobsurat aur ladli ekloti beti thi aur hafiza thi bas…do saal pehle jab shadi hoi tab sab sahi tha behno ne maa baap ne bari dhoom dhaam se shadi ki shery ki aur kafi jahez b mila aur alto sale kar honda city brand new gari b di susar ne jo real estate ka kaam karta tha…2 kamre ek haal ek kitchen neeche tha aur do he kamre ooper wale floor par thay, april me shadi hoi aur april k end tak shery aur uski biwi me an ban shuru ho gayi aur ek din aisa hoa k sheri ki biwi ko uska bhai chota aa kar le gya aur idhar maa ko jab pata chala to wo pareshan ho gayi pochne lag pari kya hoa hai putar magar shery ne kuch b sahi se baat nahu btayi aur phir baap jo imam masjid b tha uss ne b pocha beta bata to kya masla hai kya baat hoi hai magar uss ne phir b nahi koi khul kar baar btayi…aakhir agle din dono maa baap shery ki phupho k haan gaye aur shery k sasur ne to bare suljhe hoay tareeqe se baat ki k Hum kabhi nahi chahe ge humari ladli beti ka ghar totay pata nahi kya baat hai aap he poche baji…sasur ne jab shery ki maa se ye kaha maa ne shery ki saas ko sath le kar beti k kamre me gayi baat karne aur darwaza band kar baat shuru ki to wo b nai kuch bta paye aur aakhir mayos hokar wapis aana para shery k maa baap ko aur peeche se raat me rote hoay larki ki maa ne jab pocha k beti btao to kya baat hai to …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Tudi zvok posode pogosto razkrije, kako dobro je v lokalu poskrbljeno za goste. To temo velja podrobneje raziskati. Ponev ali zračna pečica: zakaj prsa presahnejo Ko zjutraj odprete hladilnik, lahko isto idejo prenesete v preprost zajtrk: ovsena kaša s sadjem in oreščki.
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker