Sunidhi aur Kavita ke saath Anjali se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-162-C
Barish suru ho chuki the aur ise beech Anjali jis gaddi par sawar the wo Ganv kai primary college kai aage pahuch jati hai . jaha pahuchte he zoya(naukrani/khan ki beti) Anjali ko dekhte huye usko Driver ki aur isara karti hai …
” tum yahi raho hum kaam nipta kar aate hai” Anjali Gaddi ka Driver ko yea baath bolti hui gadi sai uutane lagg jati hai .. “sorry mam, aapko akela yaha chodne ki izazat nahi hai mujhe” Driver yea baath bolte huye waha sai ek chata zoya ko thama deta hai aur khud bhi ek chata pakad ki bahar nikal aata hai , tabhi zoya chata kholte huye Anjali ko chata kai andar lati hai , tab Anjali zoya kai saath saath aage aage chalne mein lagg jati hai jiskai piche piche Driver bhi chalne mein laggg jata hai ..
“Kuch kajiyea mem” Zoya anjali sai dhemi aabaz mein bolti hai , tabhi anjali ek pal ki liyea chid he jati hai
“ab yea anjali ko sekha rahi hai ” Anjali mann he mann mein yea bolti huye zoya ki baath ignore karte hai aur aage chalti chali jati hai ,aur uski side mein zoya chatha pakde college kai nazdik chali jati hai aur college ki chaukhat par pair rakhne he wali hoti hai ki wo ruk jati hai aur Driver ki taraf ghumti hai
“kya aab tu ek aurato ki meeting sunna chahata hai” Anjali Driver ko apne rubabi Andaz sai bolti huye Driver ko thodi ghusse sai dekhti hai ..
“sorry mam lakin ” Driver itna he bola tha ki usko Anjali aage kuch bolne sai rokk deti hai “toh tu aab Zubann ladayega, wo bhi zamindaar ji kai khilab ja kar, wo waise bhi nahi chahate ki kisi or kai kano par meeting ki baath bhi pahuche lakin tu phir bhi chalna chahata, toh chalo andar” bolti hai ki tabhi Driver yea bath sunnn kar darr sa jata hai aur uske mu bolne sai pahele ladkhane lagg jate hai aur wo anjali ko dekhta chala ja raha tha
“lagta hai call lagana he padega” bolte huye anjali apne mobile nikalte huye apne number dile karne he wali thi ki “sorry mem, iski koi jarurat nahi hai mein yahi rukkunga” Driver anjali ko bolte huye ek kadam piche hatt jata hai , tab anjali apne purse par mobile rakh leti hai aur phir aage badh jati hai …
“Apne kya daraya usko, mam aage se left” Zoya Anjali sai yea baath bolti huye chate ko banath karti hai aur anjali ki piche piche chalne lagg jati hai , aur anjali …