Dhirendra aur Raghunath ke saath Sulochana se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-144
Savnam harr din ki tarha akash kai paas kai ek chair parr baithe akash kai haath ki uper apne haath rrakh kar usko he dekh rrahe the ki tabhi usko kuch mahesus hota hai aurr wo apne akash ki chahere ki aur dekhte hai aur bahar ki taraf bhagti hai , aur aachanak sai doctor ko aabaz de kar bulane lagg jati hai , tab hosiptal ki us hisse me kuch gine chune doctor ki aalaba kisi bhi bahari admi ko us tarraf jane ka izazat nahi the, tab 1 doctor or nurse Savnam ki aabaz sunte he bhagte huye uske tarraf jate hai aur usko bulane ki wajay puchte hai ” kya huya? , tabhi Savnam kuch batana chahati the lakin bol nahi pa rrahe the ise liyea wo apne haath sai akash ki aurr isara karte hai aur doctor akash ko check karne ki liyea uske paas jate hai aur usko bas check karne he lagte hai ki tabhi akash ki hath mein halchal mahesus hoti hai aur uske aankhoo mi kuch halchal dekhai dene lagg jati hai
Doctor- lagta hai yea hosh mein aarahe hai , naurse tourch doo
nurse touch ko doctor ki haath mein thama deta hai aurr tab Doctor Akash ki aankoo ko check karrne lagg jata hai
Savnam-dr . bhaiya thik toh
Dr-aapki paas mobile hain na, toh jald se zamindaran ji ko call lagayea, aur ise baath ko kisi kisi aur ki aage share na kare
Savnam Doctor ki baath ko kuch samajh nahi pati phir bhi hadbadi me kabita ko call lagati hai
Savnam-mama, mama , bhaiya . bhaiya ko hosh mein aarahe hai, aap plz jald se yaha aajayea
kabita-kya!!!!!!! main, aabhi aati hu
yea phone kabita ko tab aata hai jab kabita ghar ki seema kar aandar ganv walo kai beech ek sofe mein baithkar unke pareshani sunn kar unke hal bata rahe the jaha aaspas kai ganv wale bhi aaye the aur wo kabita ki faisle ko pathar ki lakir samajh karrr mann bhi rahe the . aur ise beech savnam ka call aata hai, tab
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 153
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 152
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 151
5 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 150
7 seconds ago
Kabita savnam ki baath sunn kar ek pal ki liyea bharosha he nahi kar pati hai ,wo jo bath aab suni the wo sunnte he uske aankhoo mi aansu aajata hai jo ki khusi ke the, wo call cut kar deti hai aur wo jald se jald aapne aankhoo sai aansu pochte huye logo ko dekhte hai
kabita-baki log apne pareshaniya raghunath ji ko bata sakte hai ya phir kaal aaiyea , aabhi hume kahi jana hai
ganv kai log- ji zamindaran ji ( aur sab zamindaaran ki jai ki naare lagane lagg jate hai)
aur unkai beech kabita apne haath hawa me …