Update 30 –
Zubina k chalaya teer sahi jagah laga tha.
Riya k mind main aane lga ki sahi main Avinash kbi mjhe video call nai karta na kbi uski pic mangta hai…uska kya Mann nai karta mjhe dkhne ka
Riya – vo actually kaam k liye gye hai isly busy rehte hnge
Zubina – Acha…raat main bhi busy rehta hai?
Main uski jagah hoti to mjhe neend hi nai aati tjhe dkhke bina
Riya k pass iska koi Jawab hi nai tha…..yeh baatein thodi to uske Mann main pehle se hi thi ki Avinash dhayan nai deta…ab aise Zubina k kehna se usse aur feel hone lga tha….
Riya – nai vo actually time difference ki …