Update 25 –
Dono haath pakad k mall main enter karte hai…mall main kaafi rush tha..
Riya Vaise to Khush thi but itna rush dkhke ghabra jayti hai….uska dhayan ab Zubina pe kam aur as pass logon pe zayda tha…
Usne notice kiya ki ladke aur ladkiyan dono unhe ghoor k dkh rhe hai…ladko ka to smjh aata hai kyunki Riya bht sexy lag rahi thi par usse yeh smjh nai aa rha tha ki ladkiyan itna kyu ghoor rahi hai….usse thodi tension hone lgti hai…
Dusri taraf Zubina in cheezon se bekhabar Riya k haath pakde chali ja rahi thi…
Riya – main ek minute washroom hoke aati hu
Zubina – ok…main idhar hi wait kar rahi hu
Riya ab washroom jayti hai… actually usse ghabrahat ho rahi thi aise Zubina k saath public main ghumne …