This story is part of the Bahu Rangeeli series
Teen din beet gaye us din ki baat ko, Umesh Mumbai chala gaya, Komal ke swabhaav mein badlaav aane laga, woh Nandlal ke saath zyaada baat karne lagi, Umesh se bhi phone pe baat karti, par sawaal nahin karti, muskuraati aur khush rehti, ghar ke kaam mein busy rehti.
Aaj Saturday thha aur har Saturday ki tarah Nandlal club jaane ki taiyyaari kar rahe thhe, shaam ke chhe baj rahe thhe, aur Komal unke kamre mein chai dene aayi.
Nandlal – Umesh ka koi phone aaya?
Komal – Kal aaya thha babuji. Woh Ahmedabad ke liye nikal rahe thhe. Radhika saath thhi.
Nandlal – Business partner ki beti hai.
Nandlal Komal ke saamne aaye aur uske kandhe pe haath rakh diya.
Nandlal – Bura lag raha hai.
Komal – Nahin babuji. Woh joh bhi karein, agar bol ke karein toh acchha lagega.
Related Articles
Us Ghar Ke Andar 20 | Hindi Romantic Stories
April 21, 2026
Us Ghar Ke Andar 19 | Hindi Romantic Stories
April 20, 2026
Us Ghar Ke Andar 18 | Hindi Romantic Stories
April 20, 2026
Us Ghar Ke Andar 17 | Hindi Romantic Stories
April 19, 2026
Nandlal – Aur agar woh aage badh gaya toh Radhika ke saath. ?
Komal – Bolenge toh acchha rahega. Main mana kar nahin sakti hoon. Aur karungi bhi nahi aap ki baatein maan ke. Bas tension nahin loongi. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Nandlal – Uski yaad aati hai?
Komal – Kyun nahin aayegi babuji.
Nandlal – Waise nahin.
Komal – Main samajh gayi aapka kehna babuji. Waise bhi aati hai. …