Mukhiya ki nazar radha par padti hai or mukhiya pagal sa ho jata hai.
Mukhiya daud kar radha ke pass pahuchta hai or puchta hai.
Mukhiya – radha beti tera ye haal kisne kiya kon hai jisne mukhiya ke ghar ki taraf ankh uthane ki himat ki.
Radha chup gumsum si khadi thi.
Mukhiya hariya ko bulata hai or radha se kehta hai bol beta bol or teri maa kaha hai?
Mukhiya ke ghar ke bahar bhid lagi thi.
Radha kanpte hothon se kehti hai – baba hamara ye haal tej kaka ne kiya hai or unhone hi hamari maa ko maar diya hai.
Jab mukhiya tej pratap ka naam sunta hai uske pair ke niche ki jamin khisak jati hai.
Related Articles
Us …