This story is part of the Masti se majburi tak series
Hello friends welcome to another part of my exciting journey. Pichli part mein aapne padha ki mein Tia ko ghar chod ke wapas aaya. Aur raat ko doston ke sath party ka plan tha kyun ki mera bdy hai.
Par mujhe dikat thi ajay ko lekar ki mein use kaise face karun kyun ki mein jan chukka tha ki wo kya karchuka hai. Par wo nahin janta tha mujhe pata hai. Toh chaliye kahani ko age badhate hain.
Tia ko ghar drop karne ke baad mein ghar age thoda lait gaya. Evening ko 7 baje doston ko call ana shuru ho gaya. Toh mein bhi fresh ho ke nikal gaya.
Wahan pauhanch kar humane matlab sare dost aur ladkiyan bar jane ka plan bhi banaya. Sikha aur Mamali bhi jo ki suman ki ex aur sultan ki gf thi wo log bhi aaye huye the.
Toh hum sab humara jo regular pub hai wahan chale gaye. Us pub …