This story is part of the My beautiful bestie series
Mummy aur Vaishnavi dono ko mujhse sawaal puch rahi thi ke main bathroom me Vaishu ka naam kyu le raha tha. Main unhe nahi bata sakta tha aur wahan se bhaag jaana hi mere liye sahi tha.
N: accha ruko. Bataunga lekin aap dono me se kisi ek ko hi. Ab aap dono tay karlo kise janna hai.
Mummy aur Vaishnavi dono ek dusre ko dekh rahi thi. Mom ne kuch socha aur uske baad kaha.
Mummy: agar Vaishnavi jaan gayi to bhi bahut hoga ek kam kar tu use hi bata de.
V: thank you aunty. Chal ab bata mujhe.
N: haan pehle tu yahan se to chal.
Aur main uska hath pakad ke use ghar se bahar lekar gaya. Vaishnavi bahut ziddi thi usne ghar ke bahar …