Ek Maa Ki Kahani

Ek Maa Ki Kahani – 213

BACK TO GAON JAB RUKHSANA BIBI KI ENTRY HOI GHAR ME:- Ab yahan btata chalu k 6 se 7 saal pehle jab abrar workshop pe kaam seekha karta tha to Ahsaan bhai b uskay sath kam seekhte thay,dono buhat ache dost thay aur 3 saal ek sath he rehte thay wahan aur Ahsaan bhai ka abrar k ghar aana jana b tha tabhi Rukhsana bibi aur rehmat ache se jante thay…ahsaan bhai ne to kaam chor gaon aane ki soch li thi par abrar ne kam pora kiya tha aur ab apna karobar sanbhalta tha workshop ka…pichli bari Ahsaan ne call pe specially invite b kiya tha abrar ko apni shadi pe par kisi wajah se wo nai aa saka aur ab Sawera ki shadi k waqt do din pehle he call kar kaha tha k aana hai aur Aunty uncle ko sath le kar aana hai pori family k sath,tabhi abrar ne usay kuch hafte pehle hoay waqye k baare me btaya jis me uskay abbu,dadi aur jiju ki death ho gayi thi…ye sun ahsaan bhai to pareshan he ho gaye aur afsos kar bole tum ne mujhe he call kar k bata dena tha yar itna bara incident ho gya aur tu ne btaya he nahi,abrar ne b bola k bas yar ek dam se sab hogya to kuch dimagh kaam nai tha kar raha to zehan me nai raha…abrar ne b ammi ko samjhaya tha k chale jate hai 2,3 din outing b ho jaye gi aur isi k chalte Rukhsana bibi apne dono beto k sath gaon aa pohanchi thi par usay ye ilm nai tha k aaghe Ammi jaan yani Nasreen bibi se mulaqat ho jaye gi aur jab ghar enter hote he Mujhe aur Ammi ko dekha to main unhe anjan bane rehne ka ishara kiya aur jaise hum ne plan bnaya tha waise he sab hoa tha…phir sab se mili aur ammi ne sara btaya k Ahsaan mere bhai ka beta hai aur yu kafi der sehan ne beth sabhi baatein karte rahe aur cold drinks waghaira peetay rahe…ammi ne mujhe side kar pocha zarur k ye Rukhsana ki to abhi iddat b pori nahi hoi aur ye yahan shadi pe aa gayi hai Ali,to Main hans k kaha k Ammi Aap kyu itna soch rahi,sab btao ga Aapko abhi bas enjoy …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Ko se poletje prevesi v jesen, zadiši po toplih juhah in svežem pecivu. Katere prijetne lokale izbrati, je vredno podrobneje raziskati. Znanci svetujejo, Ko zjutraj odpremo hladilnik, hitro postane jasno, kako prav pridejo preprosti recepti: iz nekaj svežih sestavin pripravimo okusen in hranljiv obrok.
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker